Showing posts with label ram. Show all posts
Showing posts with label ram. Show all posts

Tuesday, January 7, 2014

Thumak Chalat Ram Chandra - With Hindi & English Lyrics.


Video



Hindi Lyrics

ठुमक चलत रामचंद्र बाजत पैंजनियां ॥

किलकि किलकि उठत धाय गिरत भूमि लटपटाय ।
धाय मात गोद लेत दशरथ की रनियां ॥

अंचल रज अंग झारि विविध भांति सो दुलारि ।
तन मन धन वारि वारि कहत मृदु बचनियां ॥

विद्रुम से अरुण अधर बोलत मुख मधुर मधुर ।
सुभग नासिका में चारु लटकत लटकनियां ॥

तुलसीदास अति आनंद देख के मुखारविंद ।
रघुवर छबि के समान रघुवर छबि बनियां ॥



English Lyrics
Thumak Chalt Ramchandra, Bajat Paijaniya

Kilki Kilki utath dhay girat bhumi latpatae
dhay aat god let dasrath ki raniya

Anchal raj ang jhari vividh bhanti so dulari
tan man dhan vaari vaari kahat mridu bachaniya

Vridum se arun adhar bolat mukh madhur madhur
subahag nasika me charu latkat latkaniya

Tulsidas ati aamand dekh ke mukharvind
raghuvar chhabi sa,am raghubar chhabi baniya


Wednesday, January 1, 2014

Kabhi Ram Banke, Kabhi Shyam Banke.(कभी राम बनके कभी श्याम बनके)


Video


Facebook post for discussion
Post by Best Hindu Bhajans & Sanskrit Hymns.

Hindi Lyrics

कभी राम बनके कभी श्याम बनके चले आना प्रभुजी चले आना....

तुम राम रूप में आना, तुम राम रूप में आना
सीता साथ लेके, धनुष हाथ लेके,
चले आना प्रभुजी चले आना...

तुम श्याम रूप में आना, तुम श्याम रूप में आना,
राधा साथ लेके, मुरली हाथ लेके,
चले आना प्रभुजी चले आना...

तुम शिव के रूप में आना, तुम शिव के रूप में आना..
गौरा साथ लेके , डमरू हाथ लेके,
चले आना प्रभुजी चले आना...

तुम विष्णु रूप में आना, तुम विष्णु रूप में आना,
लक्ष्मी साथ लेके, चक्र हाथ लेके,
चले आना प्रभुजी चले आना...

तुम गणपति रूप में आना, तुम गणपति रूप में आना
रीधी साथ लेके, सीधी साथ लेके ,
चले आना प्रभुजी चले आना....

कभी राम बनके कभी श्याम बनके चले आना प्रभुजी चले आना...


English Lyrics

Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake, Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana ||P||

Tum Ram Roop Mein Aana -2, 
Sita Saath Leke, Dhanush Haath Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana ||
Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake, Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana ||

Tum Shyam Roop Mein Aana -2,
Radha Saath Leke, Murli Haath Leke, 
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana ||
Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake, Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana ||


Tum Shiva Ke Roop Mein Aana -2,
Goura Saath Leke, Damaru Haath Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana ||
Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake, Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana ||

Tum Vishnu Roop Mein Aana -2,
Lakhsmi Saath Leke, Chakra Haath Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana ||
Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake, Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana ||

Tum Ganapati Roop Mein Aana ||
Riddhi Saath Leke, Siddhi Saath Leke
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana ||
Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake, Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana ||